F
Yeh raatein...
F Bb F
Yeh raatein, yeh mausam yeh, hasna hasana,
F
Yeh raatein...
Bb C7 F Bb F C7 F
Mujhe, bhul jana - inhe na bhulana, bhulana, bhulana!
F
Yeh raatein...
F Bb F
Yeh behki nighahein...
F Bb C7 F
Yeh behki nighahein, yeh behki adayein...
F Bb C7 F
Yeh behki nighahein, yeh behki adayein,
Bb C7 F
Yeh aankhon ke kajal mein doobi ghatayein.
F F Bb F
Fiza ke...Fiza ke labon par, fiza ke...
F C7 F
Fiza ke labon par yeh chhup ka fasana.
Bb C7 F Bb F C7 F
Mujhe, bhul jana - inhe na bhulana, bhulana, bhulana!
F
Yeh raatein...
Dm
Chaman mein...
Dm F Gm F
Chaman mein jo mil ke bani hai kahani...
Bb C7 F Dm
Hamari mohabat tumhari jawaani,
Dm
Chaman mein...
Bb C7 F
Yeh do garm sanso ka ik saath aana,
F F F F
Yeh badli ka chalna, yeh boondo ki rumjum.
F Bb C7 F
Yeh badli ka chalna, yeh boondo ki rumjum,
Bb C7 F
Yeh masti ka aalam, yeh khoye se hum tum.
F F Bb F
Tumhara...tumhara mere saath yeh gungunana,
Bb C7 F Bb F C7 F
Mujhe, bhul jana - inhe na bhulana, bhulana, bhulana!
F
Yeh raatein...
Original Scale: F major
Post a Comment