Teri Meri Kahani - Bhuvan Bam Song Chords and Lyrics

This single was released on 14 September 2016.

Vocals: Bhuvan Bam,
Producer(s): Bhuvan Bam,
Writer(s): Bhuvan Bam,









Scale: G Major
Time Signature: 4/4
Tempo: 100
Suggested Strumming: DU,DU,DU,DU

[INTRO] G D C D x2
[CHORUS]
 G                   D           C D
Teri meri meri teri ek kahaani hai
G                      D            C D
Baatein kuch ankahee kuch bataani hai
G                    D
Shaam savere tujhe dhoonda maine
C               D
Jaane kis kis gali
G                     D              C  D
Teri meri meri teri baatein puraani hai


G    D          C            D
Aasman ke rang dekh hi raha hoon main,
G         D              C
Kabhi neela hai, Kabhi laal hai
       D                  G
Kabhi peela hai, Kabhi narangi
        D               C     D
Kabhi satrangi, Kabhi baingani…


G       D           C          D
Baaton baaton mein kar baithe mulaqaatein
G      D              C                  D
Tu hi toh hai jisey dhoondti hai meri aankhein
               G
Dekhoon kabhi dayein, kabhi baayein
        D                  C  D
Kabhi peeche kabhi mere aagey

[CHORUS]
 G                   D           C D
Teri meri meri teri ek kahaani hai
G                      D            C D
Baatein kuch ankahee kuch bataani hai
C                    D
Shaam savere tujhe dhoonda maine
Em             D
Jaane kis kis gali
G                     D              C  D
Teri meri meri teri baatein puraani hai

 [INSTRUMENTAL] G D C D x6
 
 [VERSE]
G      D            C     D
Kya mera kya tera hai yahaan
G       D             C   D
Jo bhi hai bas usko baat le
G      D             C     D
Jitne bhi pal tere mere sang
G                   D            C   D
Khushi khushi hanste hanste tu kaat le
G                  D
Aane nahin doonga palkon pe aansoo
C            D
tere main kabhi…
G                     D
Mujhko sataaye agar mujhko rulaaye
     C           D
Kuch bolunga nahin…
G                   D
Aane nahin doonga palkon pe aansoo
C             D
tere main kabhi…
C                   D
Mujhko sataaye agar mujhko rulaaye
C              D
Kuch bolunga nahin…


G        D           C            D
Baaton baaton mein kar baithe mulaqaatein
 G    D              C                   D
Tu hi toh hai jisey dhoondti hai meri aankhein
                G
Dekhoon kabhi daaye, kabhi baaye
       D                 C    D
Kabhi peeche kabhi mere aagey…

[CHORUS]
 G                   D           C D
Teri meri meri teri ek kahaani hai
G                      D            C D
Baatein kuch ankahee kuch bataani hai
C                    D
Shaam savere tujhe dhoonda maine
Em             D
Jaane kis kis gali
G                     D              C  D
Teri meri meri teri baatein puraani hai

Post a Comment

Previous Post Next Post